Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Home Biswajit Chatterjee
Home Biswajit Chatterjee
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hum se roshan hai chaand aur taare hum ko daaman samajhayie gairat ka uth gaye hum agar zamaane se naam mit jaayega muhabbat ka dil hai naazuk kali se phoolon se ye na toote khayaal rakhiyega aur agar aapse ye toot gaya jaaneja itna hi samjhiyega phir koi baanwari muhabbat ki apni zulfein nahin sanwaaregi aarti phir kisi kanhaiya ki koi raadha nahin utaaregi aao huzoor tum ko sitaaron mein le chaloon dil jhoom jaaye aisi bahaaron mein le chaloon aao huzoor tum ko sitaaron mein le chaloon dil jhoom jaaye aisi bahaaron mein le chaloon aao huzoor aao hamraaz hum khayaal to ho hum nazar bano tay hoga zindagi ka safar hamsafar bano hamraaz hum khayaal to ho hum nazar bano tay hoga zindagi ka safar hamsafar bano aa haa haa aa aa oo oo o o o o haa haa aa ha ha aa haa haa chaahat ke ujle ujle nazaaron mein le chaloon dil jhoom jaaye aisi bahaaron mein le chaloon aao huzoor aao likh do likh do kitaabe dil pe koi aisi daastaan jiski misaal de na sake saaton aasmaan likh do
do mastaane do deewaane ik main hoon ik tu thuru thu thuru thu thuru thu thuru thu thuru thu thuru thu thuru thu do matwaale do dilwaale ik main hoon ik tu kuru ku kuru ku kuru ku kuru ku kuru ku kuru ku kuru ku saath chale hum yun jaise saath patang ki door chhod ke pichhe duniyaa ko jaane chale kis oor oooo saath chale hum yun jaise saath patang ki door chhod ke pichhe duniyaa ko jaane chale kis oor oooo raahi akele do albele ik main hoon ik tu kuru ku ku kuru ku ku kuru ku ku kuru ku ku kuru ku ku kuru ku ku kuru kuu do mastaane do deewane ik main hoon ik tu kuru ku kuru ku kuru ku kuru ku kuru ku kuru ku kuru ku ab chaahe ye sapna ho maine to sach maana aa tu hi mera saajan hai maine tujhe pehchaanaa aaaa ab chaahe ye sapna ho maine to sach maana aa tu hi mera saajan hai maine tujhe pehchaana deepak baati jeevan saathi ik main hoon ik tu kuru ku kuru ku kuru ku kuru ku kuru ku kuru ku kuru ku do mastaane do deewane ik main hoon ik tu kuru ku kuru ku kuru ku
ek baar zaraa phir keh do mujhe sharma ke tum deewana aisi meethi meethi baaten kar ke aisi meethi meethi baaten kar ke kahaan seekha hai dil ka lubhana o jaane jaan ek baar zaraa phir keh do mujhe sharma ke tum deewana dil lekar raho door huzoor na humse karo itna guroor na humse o sajnaa mera haar singaar tumhin ho mera dum hai tumhare hi dum se tum shamaa ho to main hoon parwaana aisi meethi meethi baaten kar ke kahaan seekha hai dil ka lubhana o jaane jaan ek baar zaraa phir keh do mujhe sharma ke tum deewana suno dilbar ye jo deep khushi ka jala hai mera pyaar isi mein dhala hai mera dil bhi piyaa le ke tumhara sahaara nayi raah pe aaj chala hai diya tumhin ne ummeedon ko thikana aisi meethi meethi baaten kar ke kahaan seekha hai dil ka lubhana o jaane jaan ek baar zaraa phir keh do mujhe sharma ke tum deewana tum chaho to main tod ke laa doon sitaare ke ho tum mujhe jaan se pyaare kya maangun jab mil gaye tum mujhe sajnaa main to aa gayi bas mein tumhare mera
haan ji haan ji haan ji are haan ji baabaa mere sanam se meraa milne kaa waadaa haan ji haan ji haan ji are haan ji baabaa mere sanam se meraa milne kaa waadaa haan ji baabaa haan ji baabaa kyun na dikhaaun jaane tamannaa jab hai nazar wale phir na milenge saath mein itne dard e jigar wale kyun na dikhaaun jaane tamannaa jab hai nazar wale phir na milenge saath mein itne dard e jigar wale haye haan ji haan ji haan ji are haan ji baabaa mere sanam se meraa milne kaa waadaa haaye haan ji baabaa haan ji baabaa rang jamaa hai meri adaaon ki gulakaari kaa tod do jaa ke aankh bachaa ke jaal shikaari kaa rang jamaa hai meri adaaon ki gulakaari kaa tod do jaa ke aankh bachaa ke jaal shikaari kaa haye haan ji haan ji haan ji are haan ji baabaa mere sanam se meraa milne kaa waadaa haai haan ji baabaa haan ji baabaa
jhoom jhoom dhalti raat jhoom jhoom dhalti raat le ke chalee mujhe apne saath jhoom jhoom dhalti raat jaane kahan le jaayen dard bhara ye dil jaise sada deti hai khoi huyi manzil jaane kahan le jaayen chhodo piya mera chhodo haath jhoom jhoom dhalti raat jhoom jhoom dhalti raat haal ye hai masti ka saans lagi thamne utne rahe pyaase hum jitni bhi pee humne utne rahe pyaase hum ghum ko badha gayee ghum ki maar jhoom jhoom dhalti raat jhoom jhoom dhalti raat jiss ko koi samjhe naa baat naa wo dohraaa mera tera jeevan kya chhaaya hua kohraa mera tera jeevan kya kis ne suni kabhi dil ki baat jhoom jhoom dhalti raat le ke chalee mujhe apne saath jhoom jhoom dhalti raat jhoom jhoom dhalti raat
aaaa aaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaaa main shayad tumhare liye ajnabi hoon aaaaaa aaaaa aaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa main shayad tumhare liye ajnabi hoon magar chaand taare mujhe jaante hain ye saare nazaare mujhe jaante hain main shayad tumhare liye ajnabi hoon magar chaand taare mujhe jaante hain ye saare nazaare mujhe jaante hain aaaaaaaa aaaaaa aaaaaaaa patta patta yahaan raazdaan hai mera zarre zarre mein rakh di hai maine jabaan patta patta yahaan raazdaan hai mera zarre zarre mein rakh di hai maine jabaan poochhte hain sabhi aaj mujhse yahi phool baithe hain kyun pyaar ko meharbaan bhool jaao bhi tum to mujhe ghum naa hoga ke sab ghum ke maare mujhe jaante hain ye saare nazaare mujhe jaante hain aaaaaaaa aaaaaa aaaaaaaa bewafaayi ki raahon mein tum kho gaye har kadam par bhi meri wafaa ke nishaan bewafaayi ki raahon mein tum kho gaye har kadam par bhi meri wafaa ke nishaan tum ko aye chhod kar har kasam tod kar reh gayin
mujhko thand lag rahi hai mujhse door tu na ja mujhko thand lag rahi hai mujhse door tu na ja na jaa na jaa na jaa na jaaaa aag dil mein lagi hai mere paas tu na aa aag dil mein lagi hai mere paas tu na aa na aa na aa na aa na aaaaaa mujhko thand lag rahi hai mujhse door tu na ja aag aur paani ka sangam ho to kya anzaam ho oo ho oo ho oo ho aag aur paani ka sangam ho to kya anzaam ho aa haa aa haa aa haa naam donon ka zamaane mein bahut badnaam ho haa haa haa haa haa haan naam donon ka zamaane mein bahut badnaam ho haa haa haa haa haa haan jo badnaami ka dar tha to phir pyaar kyun kiya mujhko thand lag rahi hai mujhse door tu na ja na ja na ja na ja na jaaaa aag dil mein lagi hai mere paas tu na aa door rehna chahiye thoda sa mulaaqaat mein aa haan aa haan haan haan door rehna chahiye thoda sa mulaaqaat mein aa haan aa haan haan haan kya kaha phir se to kehna haath le kar haath mein oo ho oo ho oo hoo kya kaha phir se to kehna haath le kar haath mein aa haa aa haa
hmmmm hmmmm hmmmm neend kabhi rehti thi aankhon mein ab rehte hain saanwariyaa ab rehte hain saanwariyaa chain kabhi rehtaa tha iss dil mein ab rehte hain saanwariyaa ab rehte hain saanwariyaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa oooooo ooooo ooooo oooooo log mujhse kahen dekho udhar nikla hai chaand kaun dekhe udhar jaane kidhar nikla hai chaand chaand kabhi rehta tha nazron mein ab rehte hain saanwariyaa ab rehte hain saanwariyaa jhoot boli pawan kehne lagi aayi bahaaaaar hum baagh mein gaye dekha wahaan pyaar hi pyaaaar phool rehten honge chaman mein kabhi ab rehte hain saanwariyaa ab rehte hain saanwariyaa baat pehle thi aur toofan se darte the hummmm baat ab aur hai ab hai humen kaahe ka ghum saath kabhi maajhi the sang lekin ab rehte hain saanwariyaa ab rehte hain saanwariyaa neend kabhi rehti thi aankhon mein ab rehte hain saanwariyaa ab rehte hain saanwariyaa
yahi wo jagah hai yahi wo fizayein yahin par kabhi aap hum se mile thei yahi wo jagah hai yahi wo fizayein yahin par kabhi aap hum se mile thei inhein hum bhalaa kis tarah bhool jaayein yahin par kabhi aap hum se mile thei yahin par mera haath mein haath le kar kabhi naa bichhadane ka waada kiya tha sadaa ke liye ho gaye hum tumhaare gale se lagaa kar humein ye kaha tha kabhi kam na hongi humari wafaayein yahin par kabhi aap hum se mile thei yahin par wafaa ka nayaa rang bhar ke banaayi thee chaahat ki tasveer tumne yahin ki bahaaron se phoolon ko chun kar sanwaari thi ulfat ki takdeer tumne wo din aap ko yaad kaise dilaayen yahin par kabhi aap hum se mile thei yahi wo jagah hai yahi wo fizayein yahin par kabhi aap hum se mile thei
zindagi kitni khoobsurat hai zindagi kitni khoobsurat hai aaiye aap ki zaroorat hai zindagi kitni khoobsurat hai aarzuon ke diye aaj roshan kijiye aarzuon ke diye aaj roshan kijiye aaye hain milne ko hum zindagi bhar ke liye kyaa hasin raat kyaa muhurat hai aaiye aap ki zaroorat hai zindagi kitni khoobsurat hai yun na ab sharmaaiye yun na ab tarsaaiye yun na ab sharmaaiye yun na ab tarsaaiye khol ke ghoonghat sanam chaandni barsaaiye chaand ki aaj kyaa zaroorat hai aaiye aap ki zaroorat hai zindagi kitni khoobsurat hai zindagi kitni khoobsurat hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aao Huzoor Tum Ko Kismat (1968) 05:38 11923
 
Poster of Kismat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Noor Dewasi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Babita, Biswajit Chatterjee
Duration : 05:38   Song Number : 11923   

Do Mastaane Do Deewaane Main Sundar Hoon (1971) 04:54 13658
 
Poster of Main Sundar Hoon (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Duration : 04:54   Song Number : 13658   

Ek Baar Zara Phir Bin Badal Barsaat (1963) 03:39 12919
 
Poster of Bin Badal Barsaat (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Biswajit Chatterjee
Duration : 03:39   Song Number : 12919   

Haan Ji Haan Ji Baba Mere Sanam (1965) 04:43 32431
 
Poster of Mere Sanam (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Biswajit Chatterjee
Duration : 04:43   Song Number : 32431   

Jhoom Jhoom Dhalti Kohraa (1964) 05:01 13564
 
Poster of Kohraa (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Biswajit Chatterjee
Duration : 05:01   Song Number : 13564   

Main Shayad Tumhare Liye Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966) 05:40 11927
 
Poster of Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 05:40   Song Number : 11927   

Mujhko Thand Lag Rahi Main Sundar Hoon (1971) 05:08 13659
 
Poster of Main Sundar Hoon (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Duration : 05:08   Song Number : 13659   

Neend Kabhi Rahti Thi Aasra (1966) 04:39 12611
 
Poster of Aasra (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Biswajit Chatterjee
Duration : 04:39   Song Number : 12611   

Yehi Wo Jagah Hai Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966) 03:30 12003
 
Poster of Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 03:30   Song Number : 12003   

Zindagi Kitni Khoobsurat Bin Badal Barsaat (1963) 02:59 12918
 
Poster of Bin Badal Barsaat (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Biswajit Chatterjee
Raag- 
Chaya-Nat
Duration : 02:59   Song Number : 12918   
Karaoke Songs of Biswajit Chatterjee, Sad Songs of Biswajit Chatterjee, Love Songs of Biswajit Chatterjee, Dance Songs of Biswajit Chatterjee, Hip-hop songs of Biswajit Chatterjee, Best songs of Biswajit Chatterjee, Super hit songs of Biswajit Chatterjee, hit songs of Biswajit Chatterjee, duet songs of Biswajit Chatterjee, solo songs of Biswajit Chatterjee, old songs of Biswajit Chatterjee, famous songs of Biswajit Chatterjee, Hindi Karaoke Songs of Biswajit Chatterjee, Hindi Sad Songs of Biswajit Chatterjee, Hindi Love Songs of Biswajit Chatterjee, Hindi Dance Songs of Biswajit Chatterjee, Hindi Hip-hop songs of Biswajit Chatterjee, best Hindi songs of Biswajit Chatterjee, super hit Hindi songs of Biswajit Chatterjee, hit Hindi songs of Biswajit Chatterjee, duet Hindi songs of Biswajit Chatterjee, solo Hindi songs of Biswajit Chatterjee, old Hindi songs of Biswajit Chatterjee, famous Hindi songs of Biswajit Chatterjee, Sing Along Songs of Biswajit Chatterjee, Sing Along Sad Songs of Biswajit Chatterjee, Sing Along Love Songs of Biswajit Chatterjee, Sing Along Dance Songs of Biswajit Chatterjee, Sing Along Hip-hop songs of Biswajit Chatterjee, Sing Along Best songs of Biswajit Chatterjee, Sing Along Super hit songs of Biswajit Chatterjee, Sing Along hit songs of Biswajit Chatterjee, Sing Along duet songs of Biswajit Chatterjee, Sing Along solo songs of Biswajit Chatterjee, Sing Along old songs of Biswajit Chatterjee, Sing Along famous songs of Biswajit Chatterjee